Roman script

tumhari bhi jay jay hamari bhi jay jay

na tum hare na hum hare

tumhari bhi jay jay hamari bhi jay jay

na tum hare na hum hare

safar sath hona tha ho hi gaya hai

na tum hare na hum hare

tumhari bhi jay jay hamari bhi jay jay

sath rahenge hum tum hardum 

jaise deep or bati

sath rahenge hum tum hardum 

jaise deep or bati

maan chuki hu mai to tumko

apne man ka moti

kaho ki na tute ki ab ye sahare

na tum hare na hum hare

tumhari bhi jay jay hamari bhi jay jay

tha to bahut kahne ko lekin

ab to chup rahte hai

tha to bahut kahne ko lekin

ab to chup rahte hai

ye dunia hai ek samundar

jiwan ek safar hai

na tanha rahenge fasane hamare

na tum hare na hum hare

safar sath hona tha ho hi gaya hai

na tum hare na hum hare

tumhari bhi jay jay hamari bhi jay jay

Explore this song