Roman script

ajeeb daastan hai ye 
kaha shuru kaha khatam 
ye manzile hai kaun si 
na wo samjh sake na hum 
ajeeb daastan hai ye 
kaha shuru kaha khatam 
ye manzile hai kaun si 
na wo samjh sake na hum 
ye roshni ke sath kyu 
dhua utha chirag se 
ye roshni ke sath kyu 
dhua utha chirag se 
ye khawab dekhti hu main 
jag padi hun khawab se 
ajeeb daastan hai ye 
kaha shuru kaha khatam 
ye manzile hai kaun si 
na wo samjh sake na hum 
mubrake tumhe ki tum 
kisi ke noor ho gaye 
mubrake tumhe ki tum 
kisi ke noor ho gaye 
kisi ke itne pass ho 
ki sab se dur ho gaye 
ajeeb daastan hai ye 
kaha shuru kaha khatam 
ye manzile hai kaun si 
na wo samjh sake na hum 
kisi ka pyar leke tum 
naya jahan basaoge 
kisi ka pyar leke tum 
naya jahan basaoge 
ye sham jabhi aayegi 
tum humko yaad aaoge 
ajeeb daastan hai ye 
kaha shuru kaha khatam 
ye manzile hai kaun si 
na wo samjh sake na hum

Song details

Song video

Watch on YouTube