Roman script
sapano ki suhaani duniyaa ko aankhon mein basana mushkil hai apanon se bataanaa mushkil hai gairon se chhupana mushkil hai mera bachpan biit chuka hai dil kaa ladakpan baaki hai main apne aap ko samajhaa loon par dil ko manana mushkil hai sapano ki suhaani duniya ko ehasaan tera kaise bhoolun tere gam ke sahare zindaa hun varna in jaati saanson ka phir laut ke aana mushkil hai sapano ki suhaani duniya ko raah kisi ki hui na roshan mera jalna yun hi gaya ham aag laga baithe hain magar ye aag bujhaanaa mushkil hai sapano ki suhaani duniya ko
Song details
- Singer: Talat Mahmood
- Film / album: Shikast (1953)
- Composer: Shankar Jaikishan
- Lyricist: Shailendra
- Actor: Dilip Kumar
- Actor: Nalini Jaywant
- Actor: Shyam Lal
- Actor: Om Parkesh
- Actor: Nargis Dutt
- Actor: Leela Mishra
- Actor: Hemavati
- Actor: K N Singh
- Actor: Durga Khote
Song video
actor: Dilip Kumar, Nalini Jaywant