Roman script

badi mushkil hai, badi mushkil hai

tumhe bhul jana, tumhe bhul jana

badi mushkil hai, badi mushkil hai

tumhe bhul jana, tumhe bhul jana

bada sangdil hai, bada sangdil hai

ye jalim jamana, ye jalim jamana

bada sangdil hai, bada sangdil hai

ye jalim jamana, ye jalim jamana

zamana wafa ki saja de raha hai

saja de raha hai

tumhe dil tadap kar sada de raha hai

sada de raha hai

bane hum nishana jara dekh jana

badi mushkil hai, badi mushkil hai

tumhe bhul jana, tumhe bhul jana

wahi aag ab tak lagi hai jigar me

lagi hai jigar me

tumhari hi surat basi hai nazar me

basi hai nazar me

kiya har bahana magar dil na mana

bada sangdil hai, bada sangdil hai

ye zalim zamana ye zalim zamana

kaha leke jaye ye aasu ye aahe

ye aasu ye aahe

nibhaye to kaise mohabbat nibhaye

mohabbat nibhaye

sada jakhm khana magar muskurana

badi muskil hai badi muskil hai

tumhe bhul jana, tumhe bhul jana

bada sangdil hai, bada sangdil hai

ye zalim zamana ye zalim zamana

Explore this song