Roman script

hamne kaati hain teri yaad

me raatein aksar

hamne kaati hain teri yaad 

me raatein aksar

dil se gujri hai 

sitaro ki baratein aksar 

hamne kaati hain teri yaad 

me raatein aksar

aur to koun hai jo 

mujhko tasalli deta 

aur to koun hai jo 

mujhko tasalli deta 

hath rakh deti hai 

dil par teri baatein aksar

hath rakh deti hai 

dil par teri baatein aksar

dil se gujri hai 

sitaro ki baratein aksar 

hamne kaati hain teri yaad 

me raatein aksar

hamse ek baar bhi jeeta hai 

na jitega koi 

hamse ek baar bhi jeeta hai 

na jitega koi 

wo to ham jaan ke 

kha lete hain maate aksar

wo to ham jaan ke 

kha lete hain maate aksar

dil se gujri hai 

sitaro ki baratein aksar 

hamne kaati hain teri yaad 

me raatein aksar

unse puucho kabhi 

chahre bhi padhe hain tumne

unse puucho kabhi 

chahre bhi padhe hain tumne

jo kitabo ki 

kiya karte hain baatein aksar

jo kitabo ki 

kiya karte hain baatein aksar

dil se gujri hai 

sitaro ki baratein aksar 

hamne kaati hain teri yaad 

me raatein aksar

Explore this song