Roman script

kaun keheta hai jiye jaate hain 

kaun keheta hai jiye jaate hain 

hum to bas saans liye jaate hain

hum to bas saans liye jaate hain

phool to dard diyaa karte hain

phool to dard diyaa karte hain

zakham kaanto se siye jaate hain

zakham kaanto se siye jaate hain

talkh hai waqt ki sharab magar

talkh hai waqt ki sharab magar

wo pilataa hai ye piye jaate hain

wo pilataa hai ye piye jaate hain

har sahar raat yaad aati hai 

har sahar raat yaad aati hai 

raat phir din ko diye jaate hain

raat phir din ko diye jaate hain

kaun keheta hai jiye jaate hain 

kaun keheta hai jiye jaate hain 

hum to bas saans liye jaate hain

hum to bas saans liye jaate hain

Explore this song