Roman script

aa aa aa aa 
ko birahini ko dukh jaane ho 
ko birahini ko dukh jaane ho 
mira ke pati aap ramayiya 
dujo nahi koi chhane ho 
ko birahini ko dukh jaane ho 
rogiantar vaidh basat hain 
rogiantar vaidh basat hain 
vaidh hi aushadh jaane ho 
sab jag puro kanthan duniya 
dard naa koi pichhane ho 
ko birahini ko dukh jaane ho 
ko birahini ko dukh jaane ho
jaa ghat birha soi na ki hain 
jaa ghat birha soi na ki hain 
kai koi hari janma nyi ho 
birah dar uri antarmaahi 
hari bin sab sukh paani ho 
ko birahini ko dukh jaane ho 
mira ke pati aap ramayiya 
dujo nahi koi chhane ho 
ko birahini ko dukh jaane ho 
ko birahini ko dukh jaane ho

Song details

Song video

Watch on YouTube