Roman script

rou main sagaar ke kinare

sagaar hansi udaye

rou main sagaar ke kinare

sagaar hansi udaye

rou main sagaar ke kinare

sagaar hansi udaye

kya jane ye chanchal lahare

kya jane ye chanchal lahare, main hu aag chhupaye

rou main sagaar ke kinare

sagaar hansi udaye

rou main sagaar ke kinare

main bhi itna dub chuka hu

main bhi itna dub chuka hu, kya teri gahrai

kaahe hod lagaye mose, kaahe hod lagaye

rou main sagaar ke kinare

sagaar hansi udaye

rou main sagaar ke kinare

tujh me dube chand magar ik chand ne mujhe dubaya

tujh me dube chand magar ik chand ne mujhe dubaya

mera sab kuch lut ke chhup gayi, chandani raat ki maya

mera sab kuch lut ke chhup gayi, chandani raat ki maya

armano ki chitah sajake

armano ki chitah sajake, maine aag lagayi

ab kya aag bujhaye meri, ab kya aag bujhaye

rou main sagaar ke kinare

Explore this song