Roman script

rat fagun ki chand punam ka

rahi shital padi mushkil se soyi 

mere dil ki lagan piya ki aan me jagi

adhi rat khul gayi palak sakhi kaun aaya

chonk chmak kamini uth baithi kaun aaya

ye sach hai ya koi sapna

mohe nind se aan jagaya

mukh se na bole ankhiya muskaye

sawriya man bhaya re kaun aaya

chonk chmak kamini uth baithi kaun aaya

tod gagan ke tare na wo in taro ka har banau

jab mala pahnau piya ko khud mala ban jaaun

palat uthe meri kaya re kaun aaya

chonk chmak kamini uth baithi kaun aaya

koi chand se kahde na ja re na ja re

aayi rat milan ki

hoke rahungi mai to apne piya ki

Explore this song