Roman script

suno suno meri ye kahani suno 

fans gayi meri ye jawani suno 

ek ladka phone karta tha 

kehta hai mujh par wo marta hai 

suno suno

suno suno meri ye kahani suno 

fans gayi meri ye jawani suno

bas stop pe kal mil gaya 

ek hi nazar mein  dil gaya 

jaise dil ke gulshan mein 

phul hi phul khil gaya 

baaho mein jab wo bharta hai 

mitha dard ubharta hai 

suno suno

suno suno meri ye kahani suno 

fans gayi meri ye jawani suno

ghar par aaya kal raat mammi se huyi mulakat 

lekin haye main karu kya jam na paye koi baat 

papa se milne ko darta hai dur se aahe bharta hai

suno suno 

suno suno meri ye kahani suno 

fans gayi meri ye jawani suno

kahne ko pahchan gaye pyar hai sachcha jaan gaye 

na na karte huye bhi ghar wale sab maan gaye 

din din pyar nikharta hai waqt khushi se gujarta hai 

suno suno

suno suno meri ye kahani suno 

fans gayi meri ye jawani suno

ek ladka phone karta tha 

kehta hai mujh par wo marta hai 

suno suno

suno suno meri ye kahani suno 

fans gayi meri ye jawani suno

Explore this song