Roman script

kaha chala re, kaha chala re

kaha tera kaun teri rah take re hamko itna bata ja

kaha chala re, kaha chala re

kaha tera kaun teri rah take re humko itna bata ja

kaha chala re, kaha chala re

kaun dur nagr ek chor se khiche tohe jadu ke jor se

bandh liya kisne tera jiya bade bade naino ki dor se

bandh liya kisne tera jiya bade bade naino ki dor se

kaha chala re, kaha chala re

kaha tera kaun teri rah take re humko itna bata ja

kaha chala re, kaha chala re

jhum jhum jhoka bahar ka tar chue man ke sitar ka

mai wo kali jisko abhi abhi ched gya mausam bahar ka

mai wo kali jisko abhi abhi ched gya mausam bahar ka

kaha chala re, kaha chala re

kaha tera kaun teri rah take re humko itna bata ja

kaha chala re, kaha chala re

aaj tujhe apna banungi preet reet tujhko sikhaungi

ek bar najare mila to le, dil mai tera lekar hi jaungi

ek bar najare mila to le, dil mai tera lekar hi jaungi

kaha chala re, kaha chala re

kaha tera kaun teri rah take re humko itna bata ja

kaha chala re, kaha chala re

Explore this song