Roman script

kabhi to jago ae sone walo 

kabhi to jago ae sone walo 

wo kis adaa se jaga raha hai 

wo kis adaa se jaga raha hai 

kahi sada shankh me hai deta 

kahi sada shankh me hai deta 

kahi ajaa me bula rahaa hai 

kahi sada shankh me hai deta 

kahi ajaa me bula rahaa hai 

bahut dina aabru gawai 

lado na aapas me bhai bhai 

lado na aapas me bhai bhai 

lado na aapas me bhai bhai 

gale milo tum hai waqt ab bhi 

gale milo tum hai waqt ab bhi 

samay garaj kar suna raha hai

samay garaj kar suna raha hai  

kabhi to jago ae sone walo 

kabhi to jago ae sone walo 

mila lo dil aptui ko dhokar 

dikha do duniya ko ek hokar 

mila lo dil aptui ko dhokar 

dikha do duniya ko ek hokar 

badho jawano kadam milakar 

jamana badhta hi ja raha hai 

jamana badhta hi ja raha hai 

jamana badhta hi ja raha hai 

utho utho ab hua sabera 

utho utho ab hua sabera 

ye kaun tumko jaga raha hai 

ye kaun tumko jaga raha hai 

kahi sada shankh me hai deta 

kahi sada shankh me hai deta 

kahi ajaa me bula rahaa hai

Explore this song