Roman script

kuch jaan na thi pahchaan na thi

hum unse mohabbat kar baithe

kuch jaan na thi pahchaan na thi

hum unse mohabbat kar baithe

nadaan jawani ka sauda 

hum dil ki badolat kar baithe

ab chain nahi araam nahi

har baat hai unki yaad hume

ab chain nahi araam nahi

har baat hai unki yaad hume

aankho me tadapte hai aansu

do din me ye halat kar baithe

kuch jaan na thi pahchaan na thi

hum unse mohabbat kar baithe

murjha gai hontho ki kaliyaan

hasne ka jamana beet gaya

murjha gai hontho ki kaliyaan

hasne ka jamana beet gaya

aaja mujh par marne waale

ab milne se nafrat kar baithe

kuch jaan na thi pahchaan na thi

hum unse mohabbat kar baithe

Explore this song