Roman script

dubte bharat ko bachao 
mere kartaar 
chalis karod de chuki
kangaal hai mata 
chalis karod de chuki
kangaal hai mata
wo desh hai bhukha jo tha 
auro ko khilata 
wo desh hai bhukha jo tha 
auro ko khilata 
veero ki jo santaan thi 
wo aaj hai lachaar 
aaj hai lachaar 
veero ki jo santaan thi 
wo aaj hai lachaar 
aaj hai lachaar 
dubte bharat ko bachao 
mere kartaar 
han dubte bharat ko bachao 
mere kartaar

Song details

Song video

Watch on YouTube