Roman script

aasha ki jyoti jagaye ja 

aasha ki jyoti jagaye ja 

o re dukh ki ghadi bhula de 

o re dukh ki ghadi bhula de 

ya sukh ki kar de barsate  

ya sukh ki kar de barsate  

har halat mein hans hans kar tu

har halat mein hans hans kar tu

apna man bahalaye ja 

aasha ki jyoti jagaye ja 

aasha ki jyoti jagaye ja 

jahan birha ke badal chhaye

jahan birha ke badal chhaye

vahan milan ke bhi din aaye

vahan milan ke bhi din aaye

aas milan ki 

aas milan ki liye jiya mein

man apna bahalaye ja

aasha ki jyoti jagaye ja 

aasha ki jyoti jagaye ja 

aa jayenge balam tere

aa jayenge balam tere

phool jiya ke khil jayenge

phool jiya ke khil jayenge

mahak uthegi man ki bagiya 

mahak uthegi man ki bagiya 

do bichhade man mil jayenge

do bichhade man mil jayenge

sapana hai sakar saheli 

man apna samjhaye ja 

aasha ki jyoti jagaye ja 

aasha ki jyoti jagaye ja

Explore this song