Roman script

aayenge aayenge aayenge aayenge 
aaj mere ghar aayenge aaj mere ghar aayenge 
aayenge aayenge aayenge aayenge 
jagmag deep jalao sajani sajani sajani 
aaj mere ghar aayenge 
aayenge aayenge aayenge aayenge 
rangi hui hun jinke rang mein
vo chhaye hai ang ang mein
rangi hui hun jinke rang mein
vo chhaye hai ang ang mein
aaj vahi pardeshi balam
aaj vahi pardeshi balam
aan mujhe apnayenge
aaj mere ghar aayenge 
aayenge aayenge aayenge aayenge 
aangan aangan chouk lagao
aangan aangan chouk lagao
phool chameli ke phool chameli ke tum laao
dalungi jaymal unhe jo 
dalungi jaymal unhe jo 
apna mujhe banayenge
aaj mere ghar aayenge 
aayenge aayenge aayenge aayenge 
aaj mere ghar aayenge aaj mere ghar aayenge 
aayenge aayenge aayenge aayenge

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Rammurti Chaturvedi, Saraswati Kumar Deepak, Ramchandra Pandey