Roman script

ja dekh liya tera pyar 

pahle pag par wade hi wade duje par inkar 

preet jatana preet nibhana

preet jatana preet nibhana

kuch gudiyo ka khel nahi

prem ka bandhan janam ka bandhan

pal bhar ka ye mel nahi

jana hai to man se nikal ja

leke ye rup singar

ja dekh liya tera pyar 

phul khile hai aag lagi hai

nache man ka mor kaha 

raat hi aaye raat hi jaye

ab jiwan me bhor kaha 

kaap raha hai

kaap raha hai prem ka mandir girti hai diwar 

ja dekh liya tera pyar

Explore this song