Roman script

sansaar ke sab sukh tere 
aa pyar ki baaho me aa 
pyar ki baaho me 
palko se main chun chun lungi, chun lungi 
palko se main chun chun lung
kante hain jo raaho me 
kante hain jo raaho me 
aa pyar ki baaho me 
sansaar ke sab sukh tere 
jab gam tujhe ghrenge 
jab dard satayega 
jab gam tujhe ghrenge 
jab dard satayega 
tab tab teri duniya me 
aayenge daba banke 
koi tere khwabo ko 
jis waqt jalayega 
koi tere khwabo 
jis waqt jalayega 
masum wafa mere masum 
masum wafa mere barsegi ghata banke 
le lungi tere dil ko main 
le lungi tere dil ko main 
is dil ko panaho me 
is dil ko panaho me 
palko se main chun chun lungi, chun lungi 
palko se main chun chun lung
kante hain jo raaho me 
kante hain jo raaho me 
aa pyar ki baaho me 
sansaar ke sab sukh tere 
samjhega ho nar tera 
nadan zamana kya 
samjhega ho nar tera 
nadan zamana kya 
har mod pe jivan ke 
ek sama jala di hai 
ab dard ka sikwa kyon 
ab ashq ka bana kya 
ab dard ka sikwa kyon 
ab ashq ka bana kya 
hansne ki adaa tune, hansne ki 
hansne ki adaa tune
zakhmo ko sikha di hai 
umeed jaga di hai 
umeed jaga di hai 
mayus nigaaho me 
mayus nigaaho me
palko se main chun chun lungi, chun lungi 
palko se main chun chun lung
kante hain jo raaho me 
kante hain jo raaho me 
aa pyar ki baaho me 
sansaar ke sab sukh tere 
aa pyar ki baaho me 
aa pyar ki baaho me 
palko se main chun chun lung
kante hain jo raaho me 
kante hain jo raaho me 
aa pyar ki baaho me 
sansaar ke sab sukh tere

Song details

Song video

Watch on YouTube