Roman script

ye nayan dare dare ye jaam hare hare 
ye nayan dare dare ye jaam hare hare 
mujhe peene do kal ki kise khabar 
ek raat hoke nidar mujhe jeene do 
ye nayan dare dare 
raat hansi ye chand hansi 
tu sabse hansi mere dilbar 
raat hansi ye chand hansi 
tu sabse hansi mere dilbar 
aur tujhse hansi tera pyar 
tu jaane naa 
ye nayan dare dare ye jaam hare hare 
ye nayan dare dare ye jaam hare hare 
mujhe peene do kal ki kise khabar 
ek raat hoke nidar mujhe jeene do 
ye nayan dare dare 
pyar me jeevan ki khushi 
deti hai kai gum bhi 
pyar me jeevan ki khushi 
deti hai kai gum bhi 
main maan bhi kabhi haar 
tu maane naa
ye nayan dare dare ye jaam hare hare 
ye nayan dare dare ye jaam hare hare 
mujhe peene do kal ki kise khabar 
ek raat hoke nidar mujhe jeene do 
ye nayan dare dare

Song details

Song video

Watch on YouTube