Roman script

mere jaise ban jaoge 

mere jaise ban jaoge jab ishq tumhe ho jayega

diwaro se takraaoge jab ishq tumhe ho jayega

har baat gawaara kar loge mannat bhi utara kar  loge

tabije bhi bandhwaaoge jab ishq tumhe ho jayega

tanhayee ke jhule jhuloge har baat puraani bhuloge

aayine se ghabraoge jab ishq tumhe ho jayega

mere jaise ban jaoge jab ishq tumhe ho jayega

jab suraj bhi kho jayega aur chaand kahin so jayega

tum bhi ghar der se aaoge jab ishq tumhe ho jayega

bechaini jab badh jayegi aur yaad kisi ki ayegi

tum meri ghazale gaoge jab ishq tumhe ho jayega

mere jaise ban jaoge jab ishq tumhe ho jayega

Explore this song