Roman script

raato ka chori chori 
sapno mein aana chhodo 
raato ka chori chori 
sapno mein aana chhodo 
chhup chhup ke rahna hai 
to dil mein muskurana chhodo 
raato ka chori chori 
jaldi se aana tum na chhupana 
isi mein lagi ka maja 
hai badi pyari pyari khata 
jaldi se aana tum na chhupana 
isi mein lagi ka maja 
hai badi pyari pyari khata 
hai badi pyari pyari khata 
hamko tadpane mein aata hai maja 
jaldi se aana tum na chuupana 
dil lagane ki mili hai saja 
jaldi se aana tum na chhupana 
jante hai dir bhi mohan anjaan hai 
jante hai dir bhi mohan anjaan hai 
jaldi se aana tum na chhupana 
ek dil mein saikdo tufaan hai 
ek dil mein saikdo tufaan hai 
jaldi se aana tum na huupana 
isi mein lagi ka maja 
hai badi pyari pyari khata 
hai badi pyari pyari khata 
raato ka chori chori 
sapno mein aana chhodo 
raato ka chori chori 
sapno mein aana chhodo 
chhup chhup ke rahna hai 
to dil mein muskurana chhodo 
raato ka chori chori

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: C. H. Atma, Kaumudi Munshi, Neenu Majumdar