Roman script
ek sitara ek sitara hai aakash me ek sitara hai aakash me ek sitara hai aakash me ek sitara ek sitara ek sitara hai aakash me ek sitara ek sitara do the kuch din, aaj akela ek wo hi path hara ek sitara dhundhla sa ek deep jalaye dhundhla sa ek deep jalaye teer adhera badhta jaye bade jatan se dil me chhupaye aag ka ek angara aag ka ek angara ek sitara raat jo dekhe uska gam to oas ke aansu roye duniya apne mithe sapne gale lagakar soye jage wo hi bechara jale wo hi bechara ek sitara, ek sitara
Song details
- Singer: C. H. Atma
- Film / album: Nagina (1951)
- Composer: Shankar Jaikishan
- Lyricist: Shailendra
- Actor: Nasir Khan
- Actor: Nutan
- Actor: Gope
- Actor: Mohana
- Actor: Shamlal
- Actor: Hiralal
- Actor: Bipin Gupta
Song video
actor: Nutan, Nasir Khan