Roman script

bigde huye nasheeb ka afsana hi tu hu 

hai chaak garewa mera diwana hi to hu 

bigde huye nasheeb ka afsana hi tu hu 

ae samma mere haal pe roti hai kisliye 

dhal jana mera kaam hai parwana hi to hu 

dhal jana mera kaam hai parwana hi to hu 

gulshan kaha ka gul kabhi ab to nahi nishan 

ujdi hui bahaar hu veerana hi to hu 

ujdi hui bahaar hu veerana hi to hu 

kyon kar main paau manzile maksoori ka pata 

duniya ki rashm raahat se begana hi to hu 

duniya ki rashm raahat se begana hi to hu 

bigde huye nasheeb ka afsana hi tu hu

Explore this song