Roman script

tune raat ganwaai soy ke divas ganwaaya khay ke 

hira janam amol tha koli badali jaay 

tune raat ganwaai soy ke 

sumiran lagan lagay ke mukh se kachhu na bol re 

baahar ke pat band kar le andar ke pat khol re 

man pherat ? gaya na man ka pher re 

gaya na man ka pher re 

hath kaman ka jod de hath kaman ka jod de 

manka manka pher

tune raat ganwaai soy ke divas ganwaaya khay ke 

hira janam amol tha koli badali jaay 

tune raat ganwaai soy ke 

dukh mein sumiran kab kare sukh mein kare na koy 

jo dukh mein sumiran kare to dukh kaahe ko hoy 

sukh mein sumiran na kiya dukh mein karta yaad re 

dukh mein karta yaad re 

kahe kabir ravidas ki kahe kabir ravidas ki 

kaun sune fariyad 

tune raat ganwaai soy ke divas ganwaaya khay ke 

hira janam amol tha koli badali jaay 

tune raat ganwaai soy ke

Explore this song