Roman script

ilahi kya ye shabe gham hain umar bhar ke liye 

main kab se jaag raha hun bas ek bund zahar ke liye 

main kab se jaag raha hun bas ek bund zahar ke liye 

bina zulm ke didar to tarasta hai didar to tarasta hai 

bina zulm ke didar to tarasta hai

unhi ke gham mein lahu aankh se barasta hain 

sharir ke haal bane the jo umar bhar ke liye 

main kab se jaag raha hun bas ek bund zahar ke liye 

mere hi dam se thi aabad rah gujar unki 

mere hi dam se thi aabad rah gujar unki 

meri taraf nahi uthti hai ab najar unki 

jahan ko chhod diya jinki raah dur ke liye 

main kab se jaag raha hun bas ek bund zahar ke liye 

ye intzaa hai ke ab umarmur mukt asar kar de 

ye intzaa hai ke ab umarmur mukt asar kar de 

main jiski raah na dekhu wohi bund zahar kar de 

ilahi kya ye shabe gham shabe gham hain umar bhar ke liye 

main kab se jaag raha hun bas ek bund zahar ke liye

Explore this song