Roman script

asar usko zara nahi hota 

asar usko zara nahi hota 

ranz rahat faza nahi hota 

asar usko zara nahi hota 

tum humare kisi tarah na huye

tum humare hamare 

tum humare kisi tarah na huye 

warna duniya me kya nahi hota 

warna duniya me kya nahi hota 

ranz rahat faza nahi hota 

asar usko zara nahi hota 

tum mere paas hote ho goya 

tum mere paas hote ho goya 

jab koi dusra nahi hota 

jab koi dusra nahi hota 

ranz rahat faza nahi hota 

asar usko zara nahi hota 

haal dil yaar ko likhu kyon kar 

haal dil yaar ko likhu kyon kar 

hath dil se juda nahi hota 

hath dil se juda nahi hota 

ranz rahat faza nahi hota 

asar usko zara nahi hota 

asar usko zara nahi hota

Explore this song