Roman script

andhe jahaan ke andhe raaste, jaaye to jaaye kaha

duniya to duniya tu bhi paraya, ham yaha naa waha

jine ki chaahat nahi, mar ke bhi raahat nahi

is paar aansu us paar aahe, dil mera bezuba

is paar aansu us paar aahe, dil mera bezuba

andhe jahaan ke andhe raaste, jaaye to jaaye kaha

hamko na koi bulaye, na koi palke bichhaye

ae gam ke maaro manzil wahi hai, dum ye tute jaha

ae gam ke maaro manzil wahi hai, dum ye tute jaha

andhe jahaan ke andhe raaste, jaaye to jaaye kaha

aagaaz ke din tera, anjaam taiy ho chuka

jalte rahe hai jalte rahenge, ye zami aasma

jalte rahe hai jalte rahenge, ye zami aasma

andhe jahaan ke andhe raaste, jaaye to jaaye kaha

duniya to duniya tu bhi paraya, ham yaha naa waha

andhe jahaan ke andhe raaste, jaaye to jaaye kaha

Explore this song