Begaani Shaadi Men Abdullaa Divaanaa - बेगानी शादी में अब्दुल्ला दीवाना lyrics by Mukesh, Lata Mangeshkar

Table of Contents: Lyrics
Begaani Shaadi Men Abdullaa Divaanaa - बेगानी शादी में अब्दुल्ला दीवाना
Artist:Mukesh, Lata Mangeshkar
Album:Jis Desh Men Ganga Behti Hai
Year:1961
Genre:song
Lyricist:Shailendra
Music Director:Shankar Jaikishan

Lyrics

begani shadi me abdulla divana
aise manmauji ko mushkil hai samjhana
begani shadi me abdulla divana
aise manmauji ko mushkil hai samjhana
begani shadi me abdulla divana
aise manmauji ko mushkil hai samjhana, hai na
dulhan banungi mai doli chadhungi mai
dur kahi balam ke dil me rahungi mai
tum to paraye ho yun hi lalchaye ho
jane kis dunia se jane kyu aaye ho
jane kyu aaye ho
begani shadi me abdulla divana
aise manmauji ko mushkil hai samjhana
begani shadi me abdulla divana
aise manmauji ko mushkil hai samjhana, hai na
lahrati jaau mai bal khati jaau mai
khadi khadi raste me payal bajau mai
palke bichhau mai dil me bulau mai
samjhe na kuch bhi vo kitna samjhau mai
kitna samjhau mai
begani shadi me abdulla divana
aise manmauji ko mushkil hai samjhana
begani shadi me abdulla divana
dil ki in bato ko mushkil hai samjhana
apna begana kaun jana anjana kaun
apne dil se puchho dil ko pahchana kaun
pal me lut jata hai yu hi bah jata hai
shadi kisi ki ho apna dil gata hai 
ho apna dil gata hai 
begani shadi me abdulla divana
aise manmauji ko mushkil hai samjhana
begani shadi me abdulla divana
dil ki in bato ko mushkil hai samjhana
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details