Aaj Kal Men Dhal Gayaa, Din Huaa Tamaam - आज कल में ढल गया, दिन हुआ तमाम lyrics by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Table of Contents: Lyrics
Aaj Kal Men Dhal Gayaa, Din Huaa Tamaam - आज कल में ढल गया, दिन हुआ तमाम
Artist:Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Album:Beti Bete
Year:1964
Genre:song
Lyricist:Shailendra
Music Director:Shankar Jaikishan

Lyrics

aaj kal me dhal gayaa din huaa tamaam
tu bhi so jaa so gayi rag bhari shaam
so gayaa chaman chaman so gayi kali-kali
so gae hai sab nagar so gayi gali-gali
nind kah rahi hai chal meri bahe tham tu bhi
hai bujha-bujha sa dil bojh sans-sans pe 
ji rahe hai phir bhi ham sirf kal ki aas pe
kah rahi hai chandani leke tera naam tu bhi 
kaun aayega idhar kiski raah dekhe ham
jinki aahte suni jane kiske ye kadam
apna koi bhi nahi apne to hai raam tu bhi
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song