Tumhare Hain Tumse Daya Mangate Hain - तुम्हारे हैं तुमसे दया माँगते हैं lyrics by Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Table of Contents: Lyrics
Tumhare Hain Tumse Daya Mangate Hain - तुम्हारे हैं तुमसे दया माँगते हैं
Artist:Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Album:Boot Polish
Year:1954
Genre:song
Lyricist:Shailendra
Music Director:Shankar Jaikishan

Lyrics

tumhare hain tumse daya mangate hain
tumhare hain tumse daya mangate hain
tere ladlo ki duwa mangate hain 
tere ladlo ki duwa mangate hain
yatimo ki duniya me hardam andhera 
yatimo ki duniya me hardam andhera
idhar bhul kar bhi naa aaya savera
idhar bhul kar bhi naa aaya savera
isi sham ko ek pal bhar jale jo
isi sham ko ek pal bhar jale jo
ham aasha ka aisa diya mangate hain
tere ladlo ki duwa mangate hain 
the ham jinki aankho ke chanchal sitare
the ham jinki aankho ke chanchal sitare
hame chhod  woh iss jahan se sidhare
hame chhod  woh iss jahan se sidhare
kisiki na ho jaisi kismat hai apni
kisiki na ho jaisi kismat hai apni
dukhi dil sabhi ka bhala mangate hain
tere ladlo ki duwa mangate hain 
bacha ho jo roti ka tukda dila do
bacha ho jo roti ka tukda dila do
jo utra ho tan se woh kapda dila do
jo utra ho tan se woh kapda dila do
tumhare hain tumse daya mangate hain
tere ladlo ki duwa mangate hain
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song