Malayalam lyrics
kis lamhe ki hum galthi hein kis lamhe ki hum galthi hein jaane kis kshan ki bhool hein hum kis lamhe ki hum galthi hein jaane kis kshan ki bhool hein hum dekhe jo hame hum kuch bhi nahi dekhe jo hame hum kuch bhi nahi samjho tho chaman ki phool hein hum kis lamhe ki hum galthi hein jaane kis kshan ki bhool hum kaisa bachpan kaisi mamtha kya maa ki lauri hoti hein lauri...maa ki lauri lauri.. kaisa bachpan kaisi mamtha kya maa ki lauri hoti hein jo neend adhoori reh jaaye footpathon pe poori hoti hein jo koyi teek na kar paaye kya vakth ki aisi bhool hein hum kis lamhe ki hum galthi hein jaane kis kshan ki bhool hein hotel mein bartan dhona hein sadkon se kaagaz chunna hein nahi koyi apna is duniya mein jo karna hein khud karna hein sochoge agar hum khushboo hein varna pairon ki dhool hein hum kis lamhe ki hum galthi hein jaane kis kshan ki bhool hein hum bhool hein hum bhool hein hum
Song video
Song details
Music: വിദ്യാസാഗർ
Film/album: രണ്ടാം ഭാവം
- Singer: ഹരിഹരൻ
- Film / album: രണ്ടാം ഭാവം
- Composer: വിദ്യാസാഗർ
- Lyricist: ഗിരീഷ് പുത്തഞ്ചേരി