Roman script

ye sitare ye chand ye rate jawa

bata kya karu tu kaha mai kaha

ye sitare ye chand

bhigi rate ye taro bhara aasma

aaja warna gujar jayega ye sama

bhigi rate ye taro bhara shama

aaja warna gujar jayega ye sama

tere bin sune sune hai dono jaha

bata kya karu tu kaha mai kaha

ye sitare ye chand

kabse aankhe hai betaab tere liye

tere liye

kabse aankhe hai betaab tere liye

tere liye

har tamanna hai betab tere liye

ho tere liye

mai hu or gum ki khaamosh tanhaiya

bata kya karu tu kaha mai kaha

ye sitare ye chand

chut na jaye ummido ka daman kahi

lut na jaye tamannao ka gulshan kahi

chut na jaye ummido ka daman kahi

lut na jaye tamannao ka gulshan kahi

rah na jaye adhuri meri dasta

bata kya karu tu kaha mai kaha

ye sitare ye chand ye rate jawa

bata kya karu tu kaha mai kaha

Explore this song