Roman script

ye mung or masur ki daal wah re wah mere banke laal

husn jo dekha haal behal wah re wah mere banke laal

hasi or nile nile nain chain churane ko bechain

chupke se kar jaye kamal, chupke se kar jaye kamal

ye mung or masur ki daal wah re wah mere banke laal

ye mung or masur ki daal wah re wah mere banke laal

husn jo dekha hal behal wah re wah mere banke laal

pa jo liya hai gora rang karte ho europe ke dhang

chalti ho kaisi kaisi chal, chalti ho kaisi kaisi chaal

ye mung or masur ki daal wah re wah mere banke laal

ye mung or masur ki daal wah re wah mere banke laal

husn jo dekha haal behal wah re wah mere banke laal

hum to hai panchhi azad honge na hum barbad

machle shikari dale jaal, machle shikari dale jaal

ye mung or masur ki daal wah re wah mere banke laal

ye mung or masur ki daal wah re wah mere banke laal

husn jo dekha haal behal wah re wah mere banke laal

husn jo dekha haal behal wah re wah mere banke laal

ye mung or masur ki daal

Explore this song