Roman script

ye kya ho gaya dil se, dil mil ke chhuta

jawani ne ghera haye, mohabbat ne luta

ye kya ho gaya dil se, dil mil ke chhuta

jawani ne ghera haye, mohabbat ne luta

wafao ke badle mili hai zafaye

mili hai zafaye

bharosa hi kya ab jo aaye na aaye 

aaye na aaye

na samjha mujhe dil bada hai tu jhuta

jawani ne ghera haye, mohabbat ne luta

ye kya ho gaya dil se, dil mil ke chhuta

jawani ne ghera haye, mohabbat ne luta

mohabbat jawa hai jawani jawa hai

jawani jawa hai

magar aaj humpe to chhai fija hai

chhai fija hai

do aansu bahe ho koi taar tuta 

jawani ne ghera haye, mohabbat ne luta

ye kya ho gaya dil se, dil mil ke chhuta

jawani ne ghera haye, mohabbat ne luta

Explore this song