Roman script

chalte hai garibo pe hi khanjar naye naye

chalte hai garibo pe hi khanjar naye naye

ek jaan aur hazaar

ek jaan aur hazaar sitmgar naye naye

dhul jaye infidaa wo aansu hi na rahe

wo aansu hi na rahe

dhul jaye infidaa aansu hi na rahe

aansu hi na rahe

daaman pe daag lagte hai aksar naye naye

chalte hai garibo pe hi khanjar naye naye

is zindagi ka rastaa katata hi nahi hai

katata hi nahi hai

sar fhodne ko milte hain patthar naye naye

chalte hai garibo pe hi khanjar naye naye

himmat ko imtehaan kya leta hai jamana

kya leta hai jamana

himmat ko imtehaan kya leta hai zamana

kya leta hai zamana

sehte rahe hai umr bhar nashtar naye naye

ek jaan aur hazaar

ek jaan aur hazaar sitamgar naye naye

chalte hai garibo pe hi khanjar naye naye

Explore this song