Roman script

sab mere sahare tut gaye

sab mere sahare tut gaye

bas ek sahara baki hai

bas ek sahara baki hai

sabka insaf to dekh liya

sabka insaf to dekh liya

insaf tumhara baki hai

insaf tumhara baki hai

sab mere sahare tut gaye

ummid saath ab chhod gayi

jati hui dil ko tod gayi

ummid saath ab chhod gayi

jati hui dil ko tod gayi

ab iske bhi tukde kar dalo

ab iske bhi tukde kar dalo

arman bechara baki hai

arman bechara baki hai

sab mere sahare tut gaye

hum ro ro kar hi jite rahe

aur khun jigar ka peete rahe

hum ro ro kar hi jite rahe

aur khun jigar ka peete rahe

jine ka nazara dekh ke

jine ka nazara dekh ke

marne ka najara baki hai

marne ka najara baki hai

sab mere sahare tut gaye

bas ek sahara baki hai

sab mere sahare tut gaye

Explore this song