Roman script

karmanev wadhikarshte ma falesu kadachan

karam kiye ja fal ki ichha 

mat kar ae insan

jaise karam karega waise 

fal dega bhagwan

ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan

is praani ka kasht dur karo maharaaj  

ye kaun hain devi, kya kasht hain ise  

rup chand hai resm wala 

kapde ka vyapari

bees baras tak sath me rahkar 

bhag gayi iski nari

or agar wo sath me rahti 

mar jati bechari achchha 

pati dev ke man bhai thi

bala ek kuwari

pati bana patni ka dusman 

sankat me thi jaan

jaise karam karega waise 

fal dega bhagwan

ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan

ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan

ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan

gurudev es kanya ka mukhda to 

bhola bhala hain kintu 

kintu kua 

mrignayni si chanchal bala 

man me liye udasi

dukh ke anader dabi hui hai 

sukh ki hai abhilashi

kisi ke ghar ki rajkumari 

bani kisi ki dasi

majburi ke aankh me aasu 

palke fir bhi pyasi

pal pal dhoye armano ke 

ganga jal se praan

jaise karam karega waise 

fal dega bhagwan

ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan

ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan

ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan

aap to gyaani hain, antryaami hain 

bataiyae na maharaj, kya devi 

kaun si duwidha aapke 

charno me inko le aayi

kis chinta me magan hai dono 

kyu aankhe pathrayi

ye mare hue hai ya jiwait 

bas marne hi wale hai devi

inka ant nikat hain, tathastu

in dono dushto ne milkar 

kaisi chal chalai

ek kans mama ban baitha 

ek duryodhan bhai

karishna kans ka todega 

fir kalyug me abhiman

jaise karam karega waise 

fal dega bhagwan

ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan

ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan

ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan

he gurudev ye main kya dekh rahi hun 

jinke darshno ko duniya tarasti hain 

swyam darshan dene aa rahe hain 

pahucha hua hai sadhu kya kya 

chamatkar dikhlaye

bholi janta bole ishwar 

rup badal ke aaye

ye janta ki bhul hain devi 

ye mahapaai hain ghor apradhi hain 

vaid shastro ki bhasa ko 

ye dhongi kya jane

ye pooja karwaye apne 

parbhu ko kya pahchane

ye sadhu ke bhesh me daku 

roz pakhand rachaye

rishiyo ko badnam kare 

santo pe daag lagaye

din me dake dale papi 

rat me katal karaye

sach bole sanyasi, iska kabhi na ho kalyan

jaise karam karega waise 

fal dega bhagwan

ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan

ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan

ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan

karam kiye ja fal ki ichha 

mat kar ae insan

jaise karam karega waise 

fal dega bhagwan

ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan

ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan

ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan

ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan

Explore this song