Roman script

yad rakhna chand taro is suhani rat ko 
yad rakhna chand taro is suhani rat ko 
do dilon mai chupke chupke jo hui so bat ko 
do dilon mai chupke chupke jo hui so bat ko 
yad rakhna chand taro is suhani rat ko 
yad rakhna chand taro is suhani rat ko 
aasman par aasman hai premiyon ka mel hai 
jindagi ke pholkhane mai  khushi ka khel hai  
jindagi ke pholkhane mai  khushi ka khel hai  
arju machli hui hai ye jindagi hasti hui hai 
arju machli hui hai ye jindagi hasti hui hai 
yad rakhna chand taro is suhani rat ko 
yad rakhna chand taro is suhani rat ko

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mukesh, Lata Mangeshkar