Roman script

yaad rahega pyar ka ye rangin jamana yaad rahega

is duniya me choti si apni duniya basana yaad rahega

ho yaad rahega pyar ka ye rangin jamana yaad rahega

ek hai hum aur ek rahenge sukh me bhi aur dukh me bhi

jab tak hai sanso ka bandhan

jab tak hai sanso ka bandhan ye bandhan tute na kabhi

janam janam ye rasme nibhane ki

janam janam ye rasme nibhane ki kasme khana yaad rahega

ho yaad rahega pyar ka ye rangin jamana yaad rahega

apne jahaa me madhur hasi ki gunj kabhi na mand pade

jo bhi kadam badhta ho apna 

jo bhi kadam badhta ho apna ek duje ki or badhe

pyar me jhum ke do sayo ka 

pyar me jhum ke do sayo ka ek ho jana yaad rahega

yaad rahega pyar ka ye rangin jamana yaad rahega

yaad rahega pyar ka ye rangin jamana yaad rahega

is duniya me chhoti si apni duniya basana yaad rahega

ho yaad rahega pyar ka ye rangin jamana yaad rahega

Explore this song