Roman script

jiska juta usi ka sar dil hai chhota bada shehar 

are wah re wah re teri bambai 

khaya dhokha gaye jidhar dekho kismat fase kidhar 

are wah re wah re teri bambai

aake yaha kya mil gaya jeb kati aur dil gaya 

rang tere is shehar ke dekh kaleja hil gaya 

mal na sahi jaan to bchi bhag bhag mistar

nain fire kis aan se sath hai kuta shan se 

janwar se to pyar hai pyar nahi insan se 

dekh najani ham bhi hai hasin itna naj na kar 

jiska juta usi ka sar dil hai chhota bada shehar 

are wah re wah re teri bambai  

paas mein motar car ho bank mein tis hazar ho 

pyar yaha sab kijiye mal ye jab sarkar ho 

na to sut hai na to but hai dekh pyar se dar

jiska juta usi ka sar dil hai chhota bada shehar 

are wah re wah re teri bambai

khaya dhokha gaye jidhar dekho kismat fase kidhar 

are wah re wah re teri bambai

aake yaha kya mil gaya jeb kati aur dil gaya 

rang tere is shehar ke dekh kaleja hil gaya 

mal na sahi jaan to bchi bhag bhag mistar

jiska juta usi ka sar dil hai chhota bada shehar 

are wah re wah re teri bambai

khaya dhokha gaye jidhar dekho kismat fase kidhar 

are wah re wah re teri bamai

Explore this song