Roman script

dekho dekho dekho paawo me pehan kar payaliya 

paawo me pehan kar payaliya 

wo dekho chali ek gwaniyan dekho 

kahan chali ho kahan chali ye chali ye gwaniyan 

ho matwaari pyaari pyaari ye gwaniyan 

dekho dekho dekho dekho dekho

pag mein payal sar par matki 

pag mein payal sar par matki 

mukhde par kaali kaali lat latki 

mukhde par kaali kaali lat latki 

cham cham karti rukti darti 

cham cham karti rukti darti wo or chali hai panghat ke 

kahan chali ho kahan chali ye chali ye gwaniyan 

ho matwaari pyaari pyaari ye gwaniyan 

dekho dekho dekho dekho dekho

madhuban ki suni gali gori chali kis aur

dekho mad roke khada matwara nand kishor 

mad mein atki chipti chipti 

mad mein atki chipti chipti 

dekho jo chavi us natkhat ki 

sab bhul gai sudh budh tan ki 

sab bhul gai sudh budh tan ki 

man ke mukhde se ghunghat ki o kahan chali 

kahan chali ho kahan chali ye chali ye gwaniyan 

ho matwaari pyaari pyaari ye gwaniyan 

dekho dekho dekho dekho dekho

Explore this song