Roman script

mohan humare madhuban me tum 

aaya na karo

jadu bhari ye bansuri bajaya na karo

chhaliye aaya na karo

mohan humare madhuban me tum 

aaya na karo

jadu bhari ye bansuri bajaya na karo

chhaliye aaya na karo

surat tumhari dekh ke

saloni banwri, saloni banwri

sunke tumhari bansuri

hoti hum banwri, hoti hum banwri

is bansuri par teer ye

is bansuri par teer ye

sunaya na karo

jadu bhari ye bansuri bajaya na karo

chhaliye aaya na karo

sar pe mukut beimaan

sakhiye kaath me soye

sakhiye kaath me soye

kano ke kangan jhumte

man ko mere mohe 

man ko mere mohe

sautan jama ka rup le

sautan jama ka rup le

lubhaya na karo

jadu bhari ye bansuri bajaya na karo

chhaliye aaya na karo

apni yashoda maiya ki

saugandh hai tumko

saugandh hai tumko

apne us nand baba ki

saugandh hai tumko

saugandh hai tumko

makhan churane wale

makhan churane wale

chit churaya na karo

jadu bhari ye bansuri bajaya na karo

chhaliye aaya na karo

mohan humare madhuban me

Explore this song