Roman script

sawariya bansi wala nandlala
matwala hai gokul ka ujiyala
haye gokul ka ujiyala
sawariya bansi wala nandlala
matwala hai gokul ka ujiyala
haye gokul ka ujiyala
koi kahat hai krishan kanhaiya
koi kahat hai dhenu charaiya
par lagane wala nandlala
matwala hai gokul ka ujiyala
haye gokul ka ujiyala
sawariya bansi wala nandlala
matwala hai gokul ka ujiyala
haye gokul ka ujiyala
koi kahat hai giridhar dhari
koi kahat mohan banwari
koi kahat hai giridhar dhari
koi kahat mohan banwari

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Amirbai Karnataki, Mohammed Rafi