Roman script

unhe yaad aaye unhe yaad aaye 
han unhe yaad aaye unhe yaad aaye 
unhe yaad aaye gujara jamana 
ho mere angana me chupke se aana 
unhe yaad 
chori chori se karte the bate 
chori chori se karte the bate 
unki galiyo me meri mulakate 
ho mere sapno ki duniya basana 
unhe yaad aaye unhe yaad aaye 
han unhe yaad aaye 
hare kheto me tikal nishani 
do dilo ki wo mithi kahani 
hare kheto me tikal nishani 
do dilo ki wo mithi kahani 
teri bansi baja ke bulana 
teri bansi baja ke bulana 
hume yaad aaye hume yaad aaye 
ho o hume yaad aaye 
mere dil me sada tum rahoge 
mere dil me sada tum rahoge 
wo karungi baja tum sahoge 
ho tumhe meri kasm na rulana 
tumhe yaad aaye tumhe yaad aaye 
han tumhe yaad aaye 
tumhe yaad aaye gujara jamana 
ho mere angana me chupke se aana 
tumhe yaad aaye

Song details

Song video

Watch on YouTube