Roman script

shokh nazaro ke machalne ka zamana aa gaya 

chupke chupke muskurane chupke chupke muskurane 
gungunana aa gaya 
shokh nazaro ke machalne ka zamana aa gaya 
baithe baithe meri nindo ne li angrayiya 

khud bkhud  lab par mohabbat ka satana aa gaya 
shokh nazaro ke machalne ka zamana aa gaya 
dil ne mujhse ruthne ki than li 
kis liye kis liye 
dil ne mujhse ruthne ki than li 
kis liye kis liye 
tum mujhse ruthe huye dil ko manane aa gaya 
shokh nazaro ke machalne ka zamana aa gaya
kya kahu kise iltala de jindgi  
ko kya kahu 
kya kahu kise iltala de jindgi 
ko kya kahu 
raaj dil aankho ke palko me chhupana aa gaya
shokh nazaro ke machalne ka zamana aa gaya

Song details

Song video

Watch on YouTube