Roman script

tum humsafar bano to jaha chale hum 
jidhar chale hum ye bahar sath aaye 
tum humsafar bano to jaha chale hum 
jidhar chale hum ye bahar sath aaye 
tum humsafar bano to
aaj ki sham ka tu diya aanchal hai 
aaj ki sham ka tu diya aanchal hai 
jhumti hai faja aur hawa pagal hai
mastiyo ke rang bikhre hai nigaho me
tum humsafar bano to jaha chale hum 
jidhar chale hum ye bahar sath aaye 
tum humsafar bano to
tum hanso to mile roshni is dil ko
tum hanso to mile roshni is dil ko
dil mera pyar se yu mile manjil ko 
zindagi ke phul mehke meri raho me 
tum humsafar bano to jaha chale hum 
jidhar chale hum ye bahar sath aaye 
tum humsafar bano to

Song details

Song video

Watch on YouTube