Roman script

aiyo rama hath se ye dil kho gaya

aiyo rama hath se ye dil kho gaya

mujhe bali umariya mein, bali umariya mein

kuch ho gaya haye

aiyo rama hath se ye dil kho gaya

aiyo rama hath se ye dil kho gaya

mujhe bali umariya mein, bali umariya mein

kuch ho gaya haye

aiyo rama hath se ye dil kho gaya

aiyo rama hath se ye dil kho gaya

koi muraliya madhur bajake 

mithi mithi taan sunake

koi muraliya madhur bajake 

mithi mithi taan sunake

mujhe bali umariya mein, bali umariya mein

kuch kar gaya haye

aiyo rama hath se ye dil kho gaya

aiyo rama hath se ye dil kho gaya

laaj ka ghunghat khol gaya wo

man se man ko taul gaya wo

Explore this song