Roman script

tum chal rahe ho, hum chal rahe hai

magar duniya vaalo ke, dil jal rahe hai

tum chal rahe ho, hum chal rahe hai

magar duniya vaalo ke, dil jal rahe hai

ye bahki fizaaye, ye jhulti havaayen 

jo chhed chhed jaaye, to dil machale 

yahi to hain jamaane, dilo ke afsane 

jo tune na sunaaye, to dil machale 

tum chal rahe ho, hum chal rahe hai

magar duniya vaalo ke, dil jal rahe hai

tum chal rahe ho

apni khushi se, kisi ne jo kisi se 

kiya hain koi vaada, to dar kiska 

dil hi diya hain, kisi ka kya liya hain 

kahe to koi luta, hain ghar kiska 

tum chal rahe ho, hum chal rahe hai

magar duniya vaalo ke, dil jal rahe hai

tum chal rahe ho, hum chal rahe hai

magar duniya vaalo ke, dil jal rahe hai

tum chal rahe ho

pyar ki adaaye, zamaane ko na bhaaye 

wo dekh dekh jale to jalne do 

hame na koi roke, kisi ke ham hoke 

chale hain masti me, to chalne do 

tum chal rahe ho, hum chal rahe hai

magar duniya vaalo ke, dil jal rahe hai

tum chal rahe ho, hum chal rahe hai

magar duniya vaalo ke, dil jal rahe hai

tum chal rahe ho

Explore this song