Roman script

tu bhi jalta main bhi jalti 

dono ki ek kahani 

dono ki ek kahani 

tu bhi jalta main bhi jalti 

dono ki ek kahani

dono ki ek kahani 

tu hriday me aag chhipaye 

main ankho me pani 

dono ki ek kahani 

auro ke sach hote honge 

mera swapn to raha adhura 

ho raha adhura 

saath nibhane ka wada tha 

wo bhi hua na pura 

wo bhi hua na pura 

nain milaye dukh milta hain 

nain milaye dukh milta hain 

preet ki reet ye jani 

dono ki ek kahani 

tu bhi jalta main bhi jalti 

dono ki ek kahani

dono ki ek kahani

aaj kal ki raat aaj hi nikle tare 

aaj hi nikle tare 

aaj kal ki raat aaj hi nikle tare 

aaj hi nikle tare 

dekh wahi ab saath nahi jo 

bigadi baat sanware 

dur huyi ab manjil apni 

dur huyi ab manjil apni 

raah huyi anjani 

dono ki ek kahani 

tu bhi jalta main bhi jalti 

dono ki ek kahani

dono ki ek kahani

Explore this song