Roman script

tharthara uthti hai khamosh

faza raat gaye 

tharthara uthti hai khamosh

faza raat gaye 

kaun deta hai ye galiyo 

me sada raat gaye 

kaun deta hai ye galiyo 

me sada raat gaye 

tharthara uthti hai

chubh ke reh jati hai seene 

me badan ki khushbu 

chubh ke reh jati hai seene 

me badan ki khushbu 

kaun deta hai koi bandey 

kabaraat gaye 

kaun deta hai koi bandey 

kabaraat gaye 

tharthara uthti hai 

din ke hangamo me kya 

koi kasak ho meshush 

din ke hangamo me kya 

koi kasak ho meshush

dil ki har chot ka 

chalta hai pata raat gaye 

dil ki har chot ka 

chalta hai pata raat gaye 

tharthara uthti hai 

bhigi bhigi huyi mausam ki hawao pe na ja

bhigi bhigi huyi mausam ki hawao pe na ja

dil pe barsegi shararo ki ghata raat gaye 

dil pe barsegi shararo ki ghata raat gaye 

tharthara uthti hai

aao ham jism ki shammo se ujala kar le

aao ham jism ki shammo se ujala kar le

chand niklega bhi to jara raat gaye  

chand niklega bhi to jara raat gaye 

tharthara uthti hai khamosh

faza raat gaye 

tharthara uthti hai

Explore this song